Pakistan ke all format ke captain Babar Azam haal hi mein khatam honay walay 2022 asia cup mein mayoos kin karkardagi ke baad ICC ki taaza tareen T20I Batting ranking mein mazeed neechay aagaye hain.Babar Azam’s ICC T20I Rankings Drop Even Further.
Babar 3rd number par aa gaye hain kyunkay South Africa ke Aiden Markram taaza tareen darja bandi mein un se agay nikal gaye hain. Babar ko Asia cup mein nakamiyoo ke baad 23 points ka nuqsaan hwa hai. Babar ne muqablay mein kheli gayi 6 ining mein 11.33 ki ost se sirf 68 runs banaye.
Babar Azam’s ICC T20I Rankings Drop Even Further. Darin Isna , Pakistan ke ace wicket keeper Batsman, Mohammad Rizwan ne apni chouti barqarar rakhi hai.
Rank | Player | Team | Rating Points |
1 | Mohammad Rizwan | Pakistan | 810 |
2 | Aiden Markram | South Africa | 792 |
3 | Babar Azam | Pakistan | 771 |
4 | Suryakumar Yadav | India | 755 |
5 | Dawid Malan | England | 731 |
6 | Aaron Finch | Australia | 716 |
7 | Devon Conway | New Zealand | 683 |
8 | Pathum Nissanka | Srilanka | 677 |
9 | Muhammad Waseem | UAE | 671 |
10 | Reeza Hendricks | South Africa | 628 |
Related: The Cover Drive of Babar Azam is now part of the…
Taaza tareen darja bandi mein 5 rating points khonay ke bawajood jagah rizwan muqablay mein 56.20 ki ost aur 117.57 ke strike rate ke sath 281 runs bana kar sab se ziyada runs bananay walay khilari ke tor par khatam hue.